Chambal Ka ilaj Urdu Psoriasis Treatment In Urdu At Home Remedies Desi Upay
Psoriasis Disease In Urdu Chambal ka marez kabhi bhi aisa sabun istamal na kare jo jild ko mazeed khushk karde. Aise sabun jo anti bacterial hon jo ke jaraseemo ko khatam karte hain qatai tor par istamal na karain kyun ke inke istamal se chambal main mazeed izafa hone ka khasa imkan hai.
Garmi aur jild insani jism ka sab se eham aur numaya azu hai. Wazan ke lehaz se ye qul jism ka solhiwan hisa hai. Iska ek eham fail jism ko beruni asrat yani shadid dhoop sakht sardi ya mukhtalif kism ke jaraseemo se mehfuz rakhna hai. Mausam garma main zayada pasina insani jism ke darja hararat ko motadil rakhta hai jabke mausam sarma main jild main maujood khoon ki naliyan sukar jati hain jis se pasina ane ka amal khatam hojata hai aur insani jild ki tesri tah main maujod charbi jism ko sardi ke mozar asrat se mehfuz rakhti hai. Hamein ye bat mad nazar rakhni chahye ke insani jild jahan mausmi asrat se insan ko mehfuz rakhti Hai. Wahan ise mukhtalif noiyat ki bemariyan makhsoos mausmo main zayada lahaq hosakti hain.
Aaj kal mausam sarma hai lehaza is mausam main baaz jildi amraz na sirf zayada hote hain balke inki shidat main bhi taklif da had tak izafa hojata hai. Mausam sarma main baaz jildi bemariyan apni noiyat ke lehaz se khasi shidat ikhtiyar karleti hain in bemariyon ke bare main zaruri malumat bohat eham hain ta ke in se bacha jaske. Make dhatain khasosan mukhtalif kism ke kapre aur bartan dhone wale powder plastic chambal, chambal jildi illergy ki ek khas kism hai jis ki kai wajuhat hain. Rubber cement wagera hazaron aisi chezain hain jin se chambal hosakti hai. Morosi wajuhat ki bina par bhi ye dastane mukhtalif kism ke jote atar balon ko rangne wale chemical ap jild ka chamre ki tarah mota hona. Mutasira jaga ki rangat ka gehra hona bemari janam leti hai. Is bemari ki eham alamatain kharish khurdara pan aur khushki Chambal ke marz ke hamla karne ke imkanat barh jate hain aur mausam sarma main mausam khushk hone ki bina par jild zayada khushk aur khurdari hojati hai. Jonhi jild khushk hogi kharish main bepanah izafa hojata hai. Jab ye marz bachon par asar andaz hota hai to na sirf wo balke waldain bhi shadid pareshani main mubtala hojate hain balke bache ki nend mutasir hoti hai. Wo tamam rat kharish karta rahta hai. Agar munasib ilaj na kia jae to ye halat khatarnak sabit hosakti hai. Vaseline lagane se pehle agar jild ko thora nam karlia jae to zayada vaseline ka din main kai martaba istamal karna chahye, ahtiyati tadabir: jild ko mulaim ya chikna rakhna bohat zaruri hai. Glycerine aur ark gulab ko ham wazan mila kar bhi lagaya jasakta hai.
Neem garam pani se nahana vaseline ke ilawa sarson ka tail nahane ke foran bad lagana bara sod mand hai faida hota hai nahane ke foran bad geli jild par tail ka istamal bohat sood mand hota hai. Chambal ke marez ko hamesha soti kapre pehin ne chahye agar oni kapre pehnne hain to soti kapre sod mand hai. Pehin kar oni kapre pehnain. Chambal ka marez kabhi bhi aisa sabun istamal na kare jo jild ko mazed khushk karde. Aise sabun jo anti bacterial hon jo ke jarasemo ko khatam karte hain qatai tor par istamal na karen kyunke inke istamal se chambal main mazed izafa hone ka khasa imkan hai. Hamare han har jildi bemari main jarasem kash sabun ka bohat istamal kia jata hai. Ye khatar nak tarz amal hai. Is ka istamal sirf jildi docter ke mashware se karna chahye. Aise sabun jin main chiknai shamil ho behtar hain. Kamre main heater na jild khatam hojaegi kharish shuru na karen is se chambal main izafa hota hai. Ye intehai zaruri hai. Lagain apne zehan ko bar bar samjhaen ke ye mamoli si kharish hai aise marez ke zehan ko kharish ka nasha hojata hai. Is nasha ka khatam karna zaruri hai Sardi main paon ki jild intehai khurdari hojati hai jis se airiyon par gehre zakham hojate hain chalna phirna mushkil hojata hai aur shadid airiyon ka phatna ye bara aam masla hai onchi airi istamal na karen din main kam az kam 3 bar paon neem garm pani main 5 minute tak doboain geli jild par lacto perafin aur white hifazati tadabir jota naram pehnain jab airiyan behtar hojain to pat jelly bara bar wazan main mila kar lagain. Jab tak airiyan sahi na hon. Roi ka pad mutasira jaga par rakh kar bandig karen aur jurabain pehn kar chalen phiren is ki zarurat nahi. Agar airyon par gehre zakham hojain to mahir amraz jild se rujoo karain. Jigar aur mutadi kharish sardiyon main kharish ek waba ki surat ikhtiyar karlaiti hai. Ye zehan nashen rahe ke har kharish mutadi nahin hoti. Kharish chambal kere makoron ke katne mukhtalif adwiyat ke istamal se bhi hosakti hai. Mutadi kharish ek jarasem se hoti hai khas alamat Ye hain:
Shadid kharish jo rat ko zayada karde ki kharabi azae sena aur pait baglon, kehni, kalai ungliyon ki itraf hojati hai ek hi jaga rahne wale kai afrad ka is main mubtala hona hathon ki ungliyon ki darmiyani jild makhsosa aur paon khasosan mutasir hote hain. Jild ilaj se na sirf mareez behtar hojata hai balke bemari dusron tak nahin puhnchti agar bar waqt ilaj na ehtiyati tadabir: jonhi kharish ki bemari lahak ho docter ko dikhain kharish ki wo badtaren kism hai jo ikhate rahne wale kai afrad ko karwaya jae to ek hi jaga rahne wale tamam afrad is marz main mubtala hojate hain. Wazia rahe ke mutadi kharish hostel ke kai ishkhas is bemari main mubtala hojate hain. Bemari ka sabab ek chota sa kera hai. Ye mausam sarma main school, muhala, apni lapait main le leti hai. You ek hi ghar zayada phailta hai ek se dusre ko bar aur asat rabta ya aluda kapre ke istamal se hoti hai.
Paon Ki Phophondi: Mausam Sarma main subha se sham tak band jote aur jurabe pehnne se paon khasosan ungliyon ki darmiyani jaga ko hawa mayasar nahin ati jiski waja se phophondi ke jarasem nashonuma pate hain. Alamat: paon ki ungliyon ki darmiyani jild par shadid kharish rahti hai mutasira jaga surkh hojati aur zakham ban jate hain. Munasib ilaj na karne se din main kam az kam 5 martaba jote aur jurabain utar kar paon pani se dho kar phophondi ke ye jarasem jism ke dusre hison par phail jata hai.
Ehtiyatan: Paon khushk rakhain achi tarah khushk karain. Bad main hathon aur paon ki ungliyon ki sozish aur neela hona: baaz logon ke hath aur paon ki ungliyan sardiyon main surkh aur sojan ka shikar hojati hain. Khasi dard hoti hai mutasira jild neeli hona shuru hojati hai. Ye hamari khoon ki naliyon ki mausam sarma main zayada hasasiyat ki waja se hoti hai. Ehtiyatain: hath aur paon din main 5 martaba neem garam pani main 5 minute daboye Rakhain. Oni dastane aur jurabain pehnain. Apne hathon aur paon ko har hal main sard hawa aur thande pani se mehfuz rakhain.
No comments:
Post a Comment