Hitler History In Urdu Hitler Information Adolf Hitlor Ki Kahani Aur Essay Hindi Mein

  Lal Gulab      
Adolf Hitler History In Urdu - Hitler 20 april 1889 ko Austria ke aik ghareeb gharane mein paida hua us ki gtaleem nihayat kam thi. A ustria ke darulhukumat Vienna ke college of fine atrs mein mehz is liye dakhla na mil saka ke woh un ke matllooba mayar par nahin utarta tha. 1913 mein Hitler Dermani chala aya jahan pehli jang azeem mein Germani ki taraf se aik aam sapahi ki hesiyat se lara aur fauj mein is liye taraqi hasil na kar saka ke officers ke nazdeek is mein qaidana salahiyaton ki kami thi.

Hitler Information In Urdu: 1919 mein Hitler Germani ki workers party ka rukan bana jo 1920 mein national socialist workers party (Nazi) kehlai. 1921 mein woh party ka chairman bana 1930 mein munaqad hone wale intekhabat mein nazi party mulk ki dusri bari pargty bani 1933 ke intekhabat mein nazi party aksariyat hasil na kar saki magar sub se bari party ki hesiyat se president ne hitler ko hukumat banane ki dawat hi magar woh mulk ke sub se ala ohday chancellor tak pohanch gya. Chancellor banne ke baad us ne jo sub se pehla kaam kiya woh nazi party ka farogh tha is maqsad ke liye us ne apne mukhalifeen ko dabane ka har harna azmaya. Is doran mulk mein berozgari ke khatme aur dusre mutadad taraqyati iqdamat ke zariye se jahan Germanon ki aksariyat ko apna garweda banaya wahan unhain ye bhi bataya ke woh dunya ki azeem tareen aur fateh qaum hain.

Life Biography Ibtidai Saal - Bachpan Aur Taleem: Hitler ka 6 behan bhaiyon mein 4th number tha 1895 mein us ke father ki retirement ke baad ledwing ke alaqay mein muntaqil ho gya.

1939 Mein Hitler ki janib se poland par jarhiyat dusri jang azeem ke aghaz ka baes bani is jang ke akhri dinon mein 30 april 1945 ko hitler ki death youn hoi ke us ne berlin mein apni zair-e-zameen guzargah mein apni nayi naweeli dulhan ke sagth khud kushi kar li thi. Is ke dor-e-hukumat mein nazi germani europe ke beshtar hisay par qabaz raha jabkeh is par 11 million yani aik crore 10 lack afrad ke qatal ka ilzam bhi lagaya jata hai jin mein 560 lack yahoodi bhi shamil thay yahoodi hitler ke hathon is waqia ko holocaust ke naam se yaad karte hain.
logoblog

Thanks for reading Hitler History In Urdu Hitler Information Adolf Hitlor Ki Kahani Aur Essay Hindi Mein

No comments:

Post a Comment